more crap :)
- sant kabir ne puchha ye doha kya hota hai bhai
i said yeh aisi khichdi hai jo aapne pakayi aur maine jalayi!!!!
- log kehte hain ki mere jokes PJs hain,log kehte hain ki mere jokes PJs hain,to pehen kar so jao!!!!!!
- kal kare to aaj kar aaj kare to ab,
pal mein parlay hoyegi bahuri karega kab,
bahuri ne kaha 'acchha hai na marne se pehle ek faltu kaamkarne se to bachunga'!!!
No comments:
Post a Comment